Thursday, September 4, 2014

Shayari

Kar de karam mere maalik mujh par itna .. ............. Sikh jau jina ab uske bina .. Usne mujhse naata toda hai to kya hua .. Dil to aaj bhi mere paas hai uska.. .. ............ Uski yaadon ko apna maksad bana lu jine ka.................... Bhale hi chehra na Dekh pau kabhi me uska....

No comments:

Post a Comment