Sunday, September 16, 2012

Shayari

Ankho se behte ye ashk kya kehte hai,
Bas meri hi jubaa kehte hai,
Mera dil hai jakhmo se bhara,
Phir bhi sabhi mujhe hi dard kyu dete hai,
Sabhi ke dard ki hum kadra karte hai,
Tabhi to ye dard hum sehte hai..............

shayari

Mehkati in badiyon mein,
Bandha pyar ka ye samaa hai.....
Dhire-dhire ji le jindagi ke pal,
Taumar ye dil tere liye jawaa hai...........
Ye hawa kuch kehti hai mujhse,
      Kyu thahre hai kadam,
Pyar ki raah mein tere.
Use kon batae,jo kal tha,
      Aaj kaha wo mere sath hai

Shayari

Meri ibaadaton ka yu na majak banao,
Aaj tanha hai to kya hua,
Kal jindagi mere sath hogi,.............

Saturday, September 15, 2012

TANHAIYAAN

                Jindagi tanha ho to marta hai insaan.,.
Gar ho jindagi mein koi apna,
           To marta hai insaan..............

           Fark hai sirf itna sa
Tanhai mein intejar kar ke,
or apnepan mein pyar kar ke,
           Marta hai insaan...............

           Tanhai se jo gujre jindagi to dard hai,
Tanhai se jo bahar nikale mujhe,
           Kaha esa mere pas marj hai..........
Is tanhai se bhari jindagi mein
           Naam aaj humara bhi darj hai,
Or pyar per pyar ka karj hai..............

           Pyar chahe jism ka ho ya judaai ka,
Mujhe phir bhi pyar na mila us harjaai ka............

           Apni chahato ka sila Mujhe is Kadar mila,
Na mein use mili,or na wo mujhe mila............

           Or phir se pehle ki tarah jindagi mein,
Chalta raha yu hi tanhaiyo ka silsila................


                                              By-Jyoti gupta